Lyrics
This song is a calming song to help the children relax, developing cognitive skills and fine motor movements.
Aasman mein, taare hain
Bade chamakate taare hein
Aasman mein, taare hain
bade chamakate taare hein
Ek taara do taare, teen taare char
Paanch taare, che taare,
Dhamaka-chamaka-daar
Aasman mein taare hein
Bade chamakte taare hein
7 taare 8 taare 9 taare das!
Jhil mil , jhil mil
Ginti ho gai Bas!
La la la la, la la la la (2)
Aasman mein, taare hain
bade chamakate taare hein
Aasman mein taare hai
Bade chamakte taare hein
la la la la, la la la la la
la la la la, la la la la…...